Thursday 13 December 2012

Kehty hain Loog Mout sey Bura Hai intezaar

Kehty hain Loog Mout sey Bura Hai intezaar
Meri Tamam Umr kat-ti intezaar mein

Kesy Ajeeb DOur Mein Jeena Para Mujhey

Kesy Ajeeb DOur Mein Jeena Para Mujhey
Sheeshey Key Hain Insaan to Pathar Ka Aadmi

Kitna Ham Usko Chahty Hain Adam

Kitna Ham Usko Chahty Hain Adam
Jis Ka Nafrat Sey Naam Lety Hain

Rakh Mery Hath Par apney hath ka bharoosa


Rakh Mery Hath Par apney hath ka bharoosa
Key Ab hum Bichrain to Maut Ajaey

Har kaam bigarta hai hum jaison ka ho ho key

Har kaam bigarta hai hum jaison ka ho ho key
un ko bhi koi Pochey bethy hain jo Ro Ro key

Hum jagney waloon ko Zindoon mein samajhty hain
Mar jatey hain kitney hi meri tarah so so key

Daaman to hai Daaman phir,Phailana hi Parta hai
Yeh saaf nahi rehta dekha isey dho dho key

Jis cheez sey Qurbat ho ajatai hai Doori bhi
Ik shakhs ko paa paa key ik Shakhs ko Khoo Khoo key

Aye Saad chalo Choro Kuch Dair ko Sastaa Lou
Yeh Bojh Hai Sochon Kaa Mar jao Gey Dhoo Dhoo Key

Ghar waloon ko Ghaflat pey Sabhi Qauss rahey hain

Ghar waloon ko Ghaflat pey Sabhi Qauss rahey hain
Choroun ko Magar koi Malamat nahi kerta

Us shakhs ka thikaana Sabhi Sheher key Hotel

Us shakhs ka thikaana Sabhi Sheher key Hotel
Mushkil hi betaab humein ghar pey miley ga